admin Admin

Posts: 202 Join date: 2008-08-14 Age: 21 Location: Lahore, Pakistan
 | Subject: Kisi k gham main Sat Sep 06, 2008 1:48 am | |
| Kisi kay gham main waqar khona koi sunay ga to kia kahay ga wo mera raton ko uth kay rona koi sunay ga to kia kahay ga
Zamana husan o shabab ka hasin khabon khayalon ka ye shub bedari or din ko sona koi sunay ga to kia kahay ga
Kaha jo main nay daroo khuda say na chero dil ki dhurkano ko to huns kay bolay kay chup raho no! koi sunay ga to kia kahay ga
bech bhanwar kay jo chor aty to apni ulfat ka raz raihta aa kay sahil pay yun dabona koi sunay ga to kia kahay ga . . . . . . Dedicate to my special and to my friends. |
|